Munakkay Kay Fawaid

Munakkay Kay Fawaid In Urdu
munaqqay kay fawaid in urdu, munakkay k fawaid in urdu

Munakkay Kay Herat Angaiz Fawaid

Farman-e-Mustafa"
"Isay khao yah (Munakka) behtareen khana hai, (Munakka) aesaab (Yani naso or patho) ko mazboot karta, kamzori ko door karta, ghussa ko thanda karta, balgham ko door karta, chehray ki rangat nikharta or moo ko khushboo dar karta  hai."

Safr-e-Hajj May Marnay Walay Ki Fazeelat

Safr-e-Hajj May Marnay Walay Ki Fazilat
safr-e-Hajj may marnay walay ki fazeelat
Farman-e-Mustafa (Peace Be Upon Him): Jo Hajj ke iraday se nikla phir mar gaya Allah Azzawojal qayamat tak us ke liye Hajj ka sawab likhe ga".

Qurbani Ki Fazeelat

Qurbani Ki Fazeelat
qurbani ki fazeelat

Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ka farman hai:
Qurbani karne walay ko qurbani ke janwar ke har baal ke badlay mein 1 neki milti hai.
(Tirmizi, Jild 3, Page 162, Hadees 1498)

Miswak Ki Fazeelat

Miswak Ki Fazeelat
miswak ki fazeelat

Farman-e-Rasool (Peace Be Upon Him):
Yani miswak mein moo ki pakeezgi or Allah ki khushnoodi ka sabab hai.

Anjeer K Fawaid In Urdu

Anjeer Ke Faide In Urdu

anjeer k faiday


Anjeer Benefits In Urdu
Benefits Of Figs In Quran

Allah ne Quran mein anjeer ki qasam khai is ke beshumar faiday hein.
1. Cancer se bachata hai.
2. Dil ke aarza se bachata hai.
3. Cholesterol kam karta hai.
4. Sugar ke patients ke liye mufeed hai.
5. High blood pressure ko rokta hai.
6. Haddiyon ke liye bohat mufeed hai.

Fig Benefits In Urdu

fig benefits in urdu

Anjeer ko jannat ka fruit bhi kaha jata hai, ye kamzor or dublay or patlay logo ke liye besh baha naimat hai. Expert ka kehna hai ke rozana anjeer khane se motapay par qaboo paya ja sakta hai.
Anjeer sehat bakhsh or be panah fawaid ka hamil phal hai, expert ka kehna hai k motapay se tang afrad din mein anjeer ke 4 se 5 dane khayen, jo body ko require calories ke liye kafi hain.
Anjeer ke andar protein, mineral ingredients, sugar, calcium or phosphorous paye jatay hein, dono anjeer yani khushk or tar mein vitamin A or C kafi miqdar mein hote hein. Vitamin B or D qaleel miqdar mein hote hein, in ajza ke pesh nazar anjeer 1 mufeed ghizai dawa ki hesiyat rakhta hai.
Anjeer ka istamal haddiyo ko mazboot banata hai. Expert ka kehna hai k 1 anjeer insani body ko darkar folad ki 2 % zaroorat ko poori karta  hai.
Anjeer mein kuch khaas qisam ki calories bhi pai jati hain. Lehaza wo log jo apna weight ghatana chahtey hein anjeer ka zaroor istamal karein, kiyounkay 1 anjeer mein sirf 47 calories hoti hein.
Khoon ke dabao ka shikar afrad ke body mein Sodium or Potassium ki satah mutanasub nahi rehti or anjeer ka istamal is tanasub ko bahal karne mein nihayat mufeed sabit huwa hai.
Anjeer mein shamil Anti Oxidant kisi bhi deegar phal ki  nisbat ziyada mayari hote hein or ye compounds aesay mado ko kharij kar detay hein, jo khoon ki naliyo ko nishana banate hein.