Kala Jadu Ka Tor

 

kala jadu ka tor

Pani ki bottle par subah fajar ki namaz ke baad awal o akhir 3 3 martaba Durood Shareef ke sath Surah Fatiha, Ayat Al Kursi, Surah Baqara ka akhri Rukoo aur Charo Qul 1 1 martaba parh kar dam karein, 7 din tak rozana dam karein aur sara din sirf isi bottle se pani piyen. Insha Allah seher aur kala jadu  ka tor ho jayega. Jab tak aram na aa jaye har hafte is amal ko repeat karte rahein.


No comments:

Post a Comment