Symptoms Of Vitamin D Deficiency

Delaying recovery from common ailments is one of the most important functions of vitamin D. It strengthens the body's immune system. Vitamin D deficiency can take a long time to heal after a common infection or virus attack. This vitamin is essential for the health of the human bones and the immune system and the following are some of the symptoms of its deficiency.

Backache:

Vitamin D is essential for bone health as it helps the body absorb calcium while strengthening the skeletal system. Lack of this vitamin can lead to bone problems and back pain.

Joint Problems:

Vitamin D deficiency not only causes back pain but also has a negative effect on the health of all joints in the body. Knee, hip and spine can be more affected by this vitamin deficiency. If you often experience pain in these areas, consult a doctor and get tested to see if these problems are not the result of vitamin D deficiency.

Muscle Weakness or Discomfort:

Vitamin D deficiency can lead to muscle weakness and pain. Vitamin D plays an important role in the health of the nerve cells that cause pain to the brain, although the causes of muscle problems vary. One study found that 71% of people with severe muscular dystrophy are due to vitamin D deficiency.

Excessive Sweating:

If you sweat a lot, it is one of the prominent symptoms of vitamin D deficiency. Especially when you are not doing any special physical work and still sweating fast even in normal weather. In these cases, vitamin D testing should be done.

Hair Loss or Thinning:

If you feel that your hair is not as thick as it used to be, increasing your vitamin D intake may help.

Muscle Weakness or Discomfort:

Vitamin D deficiency can lead to muscle weakness and pain. Vitamin D plays an important role in the health of the nerve cells that cause pain to the brain, although the causes of muscle problems vary. One study found that 71% of people with severe muscular dystrophy are due to vitamin D deficiency.

Excessive Sweating:

If you sweat a lot, it is one of the prominent symptoms of vitamin D deficiency. Especially when you are not doing any special physical work and still sweating fast even in normal weather. In these cases, vitamin D testing should be done.

Hair Loss or Thinning:

If you feel that your hair is not as thick as it used to be, increasing your vitamin D intake may help.


Vitamin D Ki Kami Ki Alamat In Urdu

vitamin d ki kami ki alamat in urdu


vitamin d ki kami ki alamat in urdu

Aam amraz se sehat yabi mein dair hona Vitamin D ke chand ahem tareen afaal mein se 1 hai jismani mudafati nizam ko mazboot banata hai. Vitamin D ki kami ka samna ho to aam infection ya virus ke hamle ke baad theek hone mein kafi waqt lag jata hai. Ye Vitamic insani bones ke sehat aur mudafati nizam ke liye intahai zaroori hai aur is ki kami ki chand alamaat darj zel hein.

Kamar Dard:
Vitamic D haddio ki sehat ke liye intahai zaroori hai kyounke ye jism ko calcium jazb karne mein madad deta hai jabke dhajche ke nizam ko mazboot karta hai, is Vitamic ki kami ke natije mein haddio ke masail aur kamar dard ka samna aam hota hai.

Joron Ke Masail:
Vitamic D ki kami sirf kamar dard ka bais hi nahi banti balke ye jism ke tamam joron ki sehat par manfi asraat murattab karti hai. Ghutne, koolhe aur reerh ki haddi is Vitamic ki kami se ziyada mutasir ho sakte hein, Agar aksar in jagho par dard ka samna ho to Doctor se rujoo kar ke test karwayen k ye masail Vitamic D ki kami ka natija na ho.

Muscles Ki Kamzori Ya Takleef:
Vitamic D ki kami ke natije mein muscles ki kamzori aur dard ka bhi samna ho sakta hai Vitamic D in aesabi cells ki sehat mein ahem kirdar ada karta hai jo ke dimagh tak dard ka ahsas pohnchate hein agarche muscles ke masail ki wajoohat mukhtalif ho sakti hein, magar 1 tehqeeq mein daryaft kiya gaya ke 71% afrad mein muscles ke shadeed dard ki waja Vitamic D ki kami hoti hai.

Bohat Zyada Paseena Aana:
Agar to paseena bohat ziyada aata hai to ye Vitamic D ki kami ki numaya alamaat mein se 1 hai. Khusoosan is waqt jab aap koi khas jismani mehnat ka kaam na kar rahe ho aur phir bhi paseena tezi se kharij ho raha ho wo bhi aam mosam mein. In halaat mein Vitamic D ka test karaya jana chaiye.

Balon Ka Gir Jana Ya Nazuk Ho Jana:
Agar aap ko lage ke baal pehle jese ghane nahi rahe to Vitamin D ka istemal barhana is masle ko door kar sakta hai.

No comments:

Post a Comment