How To Whiten Skin Overnight

 Liquor is extracted by squeezing rose petals and adding it to water to make a solution called rose water. Rose water is extremely useful for human skin as it softens the skin and retains skin moisture by removing dryness.


How To Whiten The Color With Rose Water:

Applying a few drops of rose water in the whitening creams and applying it on the skin daily has positive effects, of which moisture retention is the most important. Applying rose water to keep the face fresh removes dead cells on the upper surface of the skin and gets rid of germs.


Wrinkles:

Rose water is effective in keeping skin cells strong and healthy and helps in the growth of skin tissues while regular use of rose water can also eliminate wrinkles on the skin.


Pimples:

If you are bothered by pimples on your face, the solution is also available in the form of rose water. Mix equal amounts of lemon juice and rose water and apply on the face for half an hour daily to get rid of acne. When the time is up, wash your face with fresh water. Continuing this process will not only eliminate pimples on the face but will also make them less likely to appear in the future.


Benefits Of Rose Water For Face

Benefits Of Rose Water For Face

Benefits Of Rose Water For Face
Gulab ki pattio ko nichor kar arq nikala jata hai jise pani mein shamil karke 1 solution tayyar kiya jata hai jo arq e gulab kehlata ha. Arq e gulab insani jild ke liye behad mufeed ha kiyounke ye jild ko naram rakhta ha aur khushki door kar ke skin ki nami ko maintain rakhta hai.

Arq e Gulab Se Rang Gora Karne Ka Tarika:
Rang gora karne wali cream mein arq e gulab k few drops daal kar rozana jild par lagaya jaye to is ke positive asraat murattab hote hein jin mein jild par nami ka barqarar rehna sare fehrist ha. Chehre ko tarotaza rakhne ke liye arq e gulab lagane se jild ki upari satah par mojood dead cells ka khatma hota ha aur germs se nijat hasil hoti hai.

Wrinkles:
Arq e gulab jild ke cells ko fresh aur healthy banane mein kar aamad sabit hota hai aur jild ke tissures ke afzaish mein helpful hai jabke arq e gulab ko regular use se istemal kar ke jild par parne wali wrinkels ka khatma bhi mumkin ha.

Keel Muhaso:
Agar aap ky chehre par keel muhaso se pareshan hein to inka hal bhi arq e gulab ki soorat mein mojood ha. Lemon juice aur arq e gulab ke masawai miqdarein aapas mein mila kar chehre par rozana aadhay se 1 ghata tak lagaye rakhne se keel muhaso ka khatma kiya ja sakta ha. Waqt poora hone ke baad chehre ko taza pani se dho lijiye. Ye amal jare rakhne se na sirf chehre par mojood keel muhase khatam ho jayengay balke aayenda inko namoodar hone ka imkaan nahi rahega.

No comments:

Post a Comment