Health Benefits Of Prunes

Health Benefits Of Prunes

Experts say that the antioxidants in prune provide tremendous support in the treatment of diabetes, cancer, obesity, and other diseases. Experts say that prune is a treasure trove of various vitamins and minerals.
Prune is perfect for treating obesity and other obesity complications. Summer headache eliminates eating prune, as well as nausea, vomiting and anxiety. Vitamin B6 in prune boosts the nervous system.
The amino acids in prune play an important role in hunger and focus. Regular use of prune helps prevent diseases like Alzheimer's and Parkinson's.
The presence of vitamin C in prune is beneficial in strengthening the body's immune system. Use of prune during pregnancy is useful. It strengthens the eyes, bones and tissues of the mother and baby.

Aalu Bukhara Ke Fayde

aalu bukhara ke fayde

Mahireen Ghizayaat ne kaha hae ke alu bukhara mein mojood anti oxidants sugar, cancer, motapa, amal inehzam samet deegar beemario ke ilaj mein bharpoor madad faraham karte hein. Mahireen e sehat ka kehna ha ke aalu bukhara mukhtalif Vitamins aur Minerals ka khazana hai.
Aaloo bukhara motapa aur motapay se taluq rakhne wali deegar complications ke ilaj ke liye behtareen ha. Garmio mein hone wala sar dard aalu bukhara khane se khatam ho jata ha, is ke sath sath matli, qay aur be chaini mein bhi behad faida mand ha. Alu bukhara mein mojood Vitamin B6 se aesabi nizam ko farog milta ha.
Alu bukhara mein mojood amino acid bhook aur tawajja markooz karne mein ahem kirdar ada karta ha. Alu bukhara ke regular use se Alzheimer's and Parkinson's jese amraz se rok tham mein madad milti ha.
Alu bukhara mein mojood Vitamin C ki mojoodgi jism ke mudafati nizam ko mazboot banane mein faida mand ha. Doran e hamal alu bukhare ka istemal mufeed ha. Is se maa aur bachay ki ankhon ki beenai, bones aur tissues mazboot hotehein. Alu bukharay ka istemal sard mizaj walay aur aesabi amraz mein mubtala hazraat bilkul na karein.

No comments:

Post a Comment