How To Gain Weight Naturally

How To Gain Weight Naturally

Viewers today, we will tell you some ways to become obese, which will help you to become conditionally healthy.
Method 1: Soak three figs in a cup of water at night. Get up in the morning and eat figs with the same water.

Method 2: Eat four bananas daily and drink a glass of milk.

Method 3: Make milk shake with five dates and one glass of milk and use for a while.

Method 4: Soak 10 almonds in water at night and grind them in the morning, add 30 grams of butter and sugar as per your need and eat it.

weight gain tips in urdu


Weight Gain Tips In Urdu
Aaj hum aap ko motay hone ke kuch tarike batayengay jis ke isemal se aap shartia sehatmand ho jayengay
1. Raat ko 1 cup pani mein 3 injeer bhigo kar rakh dein subah uth kar isi pani ke sath injeer khayen kuch dino ke baad wazan barhne lagega aur jism par gosht aana shru ho jayega Insha Allah.
2. Rozana raat ko 4 kelay kha kar 1 glass doodh pee liya karein jism bharne lagega.
3. 5 khajoorein 1 glass doodh mein daal kr milk shake bana kar rozana kuch arsa istemal karein chand dino baad jism bharna shru ho jayega.
4. Raat ko 10 giryan badam pani mein bhigo kar rakh dein subah in ko pees kar is mein makhan 30 gram aur hasb e zaroorat cheeni daal kar kha lein is se bhi motapa aata hai.

No comments:

Post a Comment