Kharaton Se Nijat Ka Asan Totka

Kharaton Se Nijat Ka Asan Totka

kharaton ka ilaj
kharaton ka ilaj 

Kharaton ki waja se insan pareshan rehta ha aur kai tarah ke totkay aazmata ha lekin in se koi khas aram nahi hota. Kharaton ki kai wajoohat ho sakti hein jin mein weight ka barhana aur thakawat shamil hein. Aaye aap ko 1 aesa kharaton ka ilaj batayengay jis se aap ko kharaton ke masle se nijat mil jayegi.

Ingredients:
2 Carrots
2 Apple
1 Ince Ginger
1-2 Lemon Juice

Method:
Tamam ingredients ko 1 blender mein dalein aur achi tarah bareek karein. Is mashroob ko din mein 3 baar peene se aap ko kharaton ke masle se nijat milegi. Upar bataye gaye phalon mein Vitamins aur Minerals mojood hote hein jo jism ki kamzorion ko door karte hein aur in ki waja se kharaton mein bhi kami aati ha.

No comments:

Post a Comment