Rizq Ke Liye Wazifa In Urdu

Rizq Ke Liye Wazifa In Urdu

rizq ke liye wazifa in urdu
rizq mein barkat ka amal in urdu
rizq ki ghaibi madad ka wazifa

Jo log chahte hein ke wo dunyawi ke sath rohani tor par bhi mazboot ho aur un ke rizq aur karobar mein kabhi tangi na ho to wo aaj se ye Wazifa parhna shru kar dein. Daily 500 bar Durood Pak parhein.
Koi bhi short Durood Pak parha ja sakta ha jesa ke Hadees Shareef mein naqal ki gai ha jo mujh par daily 500 baar Durood Shareef parhe ga wo kabhi mohtaj na hoga. Is Hadees Sharif ko naqal karne ke baad ye waqia bayan farmaya ke 1 naik admi tha us ne ye Hadees suni to ghalba shoq ke sath 500 baar Durood Shareef ka daily wird shru kar diya.
Is ki barkat se Allah ne use Ghani kar diya aur use aesi jaga se rizq ata farmaya ke use pata bhi na chal saka halanke us se pehle wo muflis aur hajat mand tha. Aap bhi ye Wazifa parhna shru kar dein aap ke din bhi phir jayengay.

No comments:

Post a Comment