Har Tarah Ki Hajat Ka Mujarrab Wazifa

Har Tarah Ki Hajat Ka Mujarrab Wazifa

har tarah ki hajat ka mujarrab wazifa
har tarah ki hajat ka mujarrib

Jo Wazifa mein aap ko bata raha hoo nihayat mujarrab or asan hai or is Wazifa ki ijazat aam hai sab kar sakte hein, khud bhi karien or doosron ko bhi share karien takay sab faida hasil kar saken. Amal ye hai. Har tarah ki jaiz hajat ke liye rozana baad Namaz e Isha Qibla rukh beth kar awal aakhir 1, 1 bar Durood Shareef parhein or phir 70 bar darj bala Dua parhein, parhne ke baad Bargah e Ilahi mein apni jaiz hajat pesh karein. Or Thursday se shru karein pehle 10 din karein agar maqsad mein kamyabi hasil ho jaye to behtar na ho to ye amal 20 din karein, phir bhi na ho to 40 roz tak karein, Insha Allah 40 roz mein yaqeenan kamyabi mile gi.

No comments:

Post a Comment