Behisaab Rizq Ke Husool Ka Wazifa

Behisaab Rizq Ke Husool Ka Wazifa

behisaab rizq ke husool ka Wazifa
Viewers aaj hum aapko 1 aesa mujarrab or mustanad Wazifa batayengay jo shabe barat ki raat ko ye Wazifa kiya jaye to Wazifa karne walay par Allah Pak rizq ki barish karta hai. Aaml is tarah karna hai aap ne 7 dane jo, gandum ya rice in ajnas mein se kisi 1 ke bhi 7 dane lekhar har dane par bari bari 70 martaba "Ya Raziqo" ka wird karna hai or phir in dano ko mehfooz kar ke almari mein ya kisi mehfooz maqam par rakh dein, ye amal aap aam dino mein bhi kar sakte hein lekin shabe barat ki raat wo raat hoti hai jab Allah Pak apnay Farishtay ko puray next year ka hisab kitab murattab karne ki hidayat deta hai jis mein rizq, zindagi or mot waghera shamil hai. Aap shab e barat ki raat ye amal kar lein Insha Allah, Allah Ta'la ki Rehmat se pura saal rizq ki barsih hogi or aap pura saal tangdasti se bachay rahengay.

No comments:

Post a Comment