Maali Pareshani Se Nijat Ka Amal

Maali Pareshani Se Nijat Ka Amal

maali pareshani se nijat ka amal
Agar koi shakhs achanak maali pareshani mein mubtala ho gaya ho ya kisi ke paisay kisi ke paas phanse hue hon or wo istita'at ke bawajood wapas nahi kar raha ho to ya aap jis idaray mein job karte hein wahan aap ki salary 3 se 4 monts se ruki hui ho, algharz koi bhi waja ho jis ki waja aap maali pareshani mein mubtala ho gaye ho, maali pareshani se nijat ke liye "Ya Razzaqu" 21,000 martaba daily 40 din tak parhein, ghar ke sab afrad mil kar bhi parh sakte hein, Insha Allah 40 days nahi guzarne payengay ke maali pareshani tal jaye gi.

No comments:

Post a Comment