Khush Haal Hone Ka Wazifa

Khush Haal Hone Ka Wazifa

khush haal hone ka Wazifa
Jis ka dil ghuta rehta ho, tension mein ho, khudkushi karne ka dil karta ho, har waqt ghussa aata ho, raton ki neend chin gai ho, ulte seedhe khuwab aate ho, dil mein sukoon na ho dil Namaz ki taraf raghib na hota ho to pareshan na ho kasrat se "Ya Barru" ka wird karte rahein. "Ya Barru" ka kasrat se zikar karne walay par Allah Ta'la nemation ki barish kar deta hai, us ki zindagi mein farhat paida kar deta hai or uski tabiyat mein naiki koot koot kar bhar deta hai.

No comments:

Post a Comment