Itwar Ke Din Ka Wazifa

Itwar Ke Din Ka Wazifa

itwar ke din ka Wazifa

Kiya aap rizq ki tangi ka shikar hein? kiya aap ke rizq mein barkat nahi hai? to hum aap ko itwar ke din ka 1 aesa Wazifa batayengay jis ke karne se Insha Allah rizq mein barkat hogi, tangdasti ka khatima hoga or ghaib se rozi pohanche gi.
Har itwar ke din aap ne kisi bhi waqt 1000 bar (Ya Hayyu Ya Qayyum) parhna hai Insha Allah is amal ki barkat se aap ko kabhi rizq ki tangi ka samna nahi karna parega.

No comments:

Post a Comment