Itwar Ke Din Ka Amal

Itwar Ke Din Ka Amal

itwar ke din ka amal
itwar ke din ka wazifa

Nazireen hum aap ko itwar ke din ka amal batayengay or jo shakhs Sunday ke din ye amal karega Insha Allah wo kamyab rahega. Is amal ko aap kisi bhi jaiz maqsad ke liye kar sake hein, kisi bhi pareshani or museebat se nijat ke liye kar sakte hein. Amal bohat hi short hai is amal ko karne mein aap ko ziyada se ziyada 5 to 10 minutes lagengay lekin iske fawaid beshumar hein. Is ko aap apni life ka mamool bana lein or har itwar ko ye amal karien, ladies periods mein ye amal na karein.
Kisi bhi ahem maqsad ke husool ke liye itwar ke din baad Namaze Fajar 360 martaba "Ya Matinu" parhein Insha Allah maqsad ke husool mein kamyabi hogi.

No comments:

Post a Comment