Hafte Ke Din Ka Wazifa

Hafte Ke Din Ka Wazifa

hafte ke din ka Wazifa

Nazireen aaj hum aap ko hafte ke din ka 1 aesa Wazifa batayengay jis ke karne se Insha Allah sare gham door ho jayengay. Hazrat Imam Ghazali (R.A) farmate hein mein in in se bohat kuch paya hai, har hafte ke din aap ne 100 bar ye parhna hai.
"La Ilaha Illallah "
Note: Namaz ki pabandi shart hai, ladies makhsoos ayam mein ye amal na karein.

No comments:

Post a Comment