Rizq Ki Tangi Ka Wazifa

Rizq Ki Tangi Ka Wazifa

rizq ki tangi ka wazifa

Nazireen aaj hum aap ko rizq ki tangi se nijat ka asan or mujarrab amal batayengay jis se rizq mein zindagi bhar tangi na ho or aap ke rizq mein izafa hoga, is amal ki ijazat aam hai.
Rozana subah ke waqt 70 martaba Surah Shura ki Ayat # 19 pabandi ke sath parhein, Insha Allah zindagi bhar rizq mein tangi na hogi.

No comments:

Post a Comment