Har Kaam Mein Kamyabi Ka Wazifa

Har Kaam Mein Kamyabi Ka Wazifa

har kaam mein kamyabi ka wazifa

Nazireen agar aap koi bhi kaam karte hein or nakami ka samna karna parhta ho, bohat mehnat or lagan ke bawajood bhi kamyabi aap ka muqaddar nahi banti to aaj hum aap ko 1 aesa Wazifa batayengay jis ke karne se Insha Allah mitti mein haath dalein to sona ban jaye. Ye Wazifa student exams mein kamyabi ke liye bhi kar sakte hein. Nazireen chalte phirte, uth'te beth'te kasrat se "Ya Aliyu" ka wird karte rahein, ye Allah Ta'la ka sifati naam hai jis ka matlab hai buland martaba Insha Allah is Wazifa ki barkat se kamyabi aap ka muqaddar ban jaye gi or kamyabi aap ke qadam choome gi. 

No comments:

Post a Comment