Achi Job Ka Wazifa

Achi Job Ka Wazifa

job ke liye asan wazifa

Nazireen agar aap berozgar hein or achi job chahte hein to aaj hum aap ko behtareen wazifa batayengay jis se Insha Allah aap ko jald hi marzi ke mutabiq nokri mil jaye gi, is amal ki ijazat aam hai.
Jo shakhs 3000 martaba, Ya Ghaniyu, Ya Fattahu, Ya Razzaqu 1 martaba parh kar Ayat Al Kursi 170 martaba parhe ga Insha Allah is shakhs jo jald hi achi nokri mil jaye gi.

No comments:

Post a Comment