Nazar Taiz Karne Ka Wazifa

Nazar Taiz Karne Ka Wazifa

nazar tez karne ka Wazifa

Agar aap ki ya aap ke kisi dost ki nazar kamzor hai or kai ilaj karane ke baad bhi koi faraq nahi par to hum aap ko nazar taiz karne ka 1 asan Qurani Wazifa batayen gay jis se Insha Allah aap ki nazar hamesha ke lye tez ho jaye gi. Surma par (Surah Qaaf) Para # 26, 3 martaba parh kar dam karein or is surmay ko daily apni eyes mein dalein, Insha Allah jald hi aap ki nazar taiz ho jaye gi.

No comments:

Post a Comment