Moo Ki Badboo Khatam Karne Ka Totka

Moo Ki Badboo Khatam Karne Ka Totka

moo ki badboo khatam karne ka totka
moo ki badboo door karne ka kamyab nuskha

Are you worried about the odor of the mouth? And if you want to get rid of the odor of the mouth, then we will tell you the best household tip that you can get rid of the odor of the mouth and sit in between any party and people. To get rid of the odor of the mouth, first clean your teeth twice a day and drink at least 8 to 10 glasses of water a day, daily chew a little coriander or small cardamom within a few days the odor will be eliminated.


Kia aap moo ki badboo se pareshan hein? Or aap moo ki badboo se nijat chahte hein to is ke liye hum aap ko 1 behtareen gharelu totka batayengay jis se aap moo ki badboo se nijat pa sakte hein or kisi mehfil ya logon ke darmiyan beth kar aap sharmindagi se bach sakte hein. Moo ki badboo se nijat ke liye sab se pehle to regular se din mein 2 dafa daant saaf karein or pani din mein kam az kam 8 se 10 glass piyen, roz thora sa dhanya ya choti ilaichi chabaya karein is se kuch hi dino mein aap ke moo ki badboo ka khatma ho jaye ga.

No comments:

Post a Comment