Ameer Hone Ka Wazifa In Urdu

Ameer Hone Ka Wazifa In Urdu

ameer hone ka wazifa in urdu

Nazireen agar aap maal mein barkat chahte hein or chahte hein ki barkat itni ho ke maal kabhi khatam na ho to is ke liye aaj hum 1 asan or behtareen Wazifa batayengay, is amal ki ijazat aam hai. Pehle 3 martaba Durood Shareef parhein or phir 11 martaba Surah Maidah ki Ayat # 114 parhein, aakhir mein dubara 3 martaba Durood Shareef parhein or asman ki taraf moo kar ke phoonk marein or dil hi dil mein Dua mangen, ye amal har roz karein Insha Allah maal mein bohat barkat hogi.

No comments:

Post a Comment