Ya Lateefu Parhne Ki Fazilat

Ya Lateefu Parhne Ki Fazeelat

Ya Lateefu parhne ki fazilat
Ya Latifu for rizq
Ya Latifu imtihan mein kamyabi ke liye

Agar Ya Lateefu continue 21 roz tak baad Namaze Isha ba wuzu ho kar 100 martaba parha jaye awal aakhir 3 3 bar Durood Shareef parhein to dili murad poori hogi, khaas kar kunwari larki ki shadi ke liye iska Wazifa behad mujarrab ha.
Ya Latifu ko bakasrat parhne walay ki har hajat poori hogi, mushkilat mein asani paida hogi or mizaj mein latafat or nafasat paida hogi.
Fiqaro faqa, kam amdani, mulazmat, ya rozgar se mehroom, dukh o museebat, ranj o gham, takleef o pareshani mein mubtala shakhs kisi waqt bhi achi tarah Wuzu kar ke or dil mein maqsad ka khayal rakh kar 100 martaba Ya Latifu parhe to Insha Allah kamyabi hogi.

No comments:

Post a Comment