Nafarman Biwi Ya Aulad Ko Farmanbardar Banane Ka Wazifa

Nafarman Biwi Ya Aulad Ko Farmanbardar Banane Ka Wazifa

nafarman biwi ya aulad ko farmanbardar banane ka Wazifa

 Ya Shaheedo ye ism mubarak subah ke waqt aasman ki taraf moo kar ke 21 martaba parha jaye to aulad naik kirdar or perhezgar ho jaye.
Agar biwi ke sar par hath rakh kar parhe to is ke dil mein behad mohabbat ho jaye.
Nafarman biwi ya bacha ya phir shararti ho to daily subah ko us ki peshani par hath rakh kar 21 martaba parh kar dam karein matee o farmanbardar ho jayengay.

No comments:

Post a Comment