Moo Ke Chalo Ka Ilaj

Moo Ke Chalo Ka Ilaj

moo ke chalo ka ilaj
home remedies for mouth blisters
moo ke chalo ka gharelu ilaj

Garam pani mein lemon ka rus nichor kar gharare karne se moo ke chalay door ho jatye hein.
Jin afrad ko moo mein chalay bar bar hote ho un ko chahiye ke tomato ka use ziyada se ziyada karein faida hoga.
Kafoor desi ghee mein mila kar daily 4 times chalon par lagayen raal bahar girate rahein phir kulli kar lein chalay jald theek ho jayengay.
Zaban par chalay ho to dahi mein 1 kela mila kar subah saweray khana faida mand ha.
Mehendi ke leaves pani mein bhigo kar rakh dein. 2 se 3 ghantay baad chhaan kar is pani se gharare karein chale khatam ho jayengay.
Kishmish 30 gram, kali mirch 15 gram mila kar chabane se moo ke chalay theek ho jayengay.

No comments:

Post a Comment