Ziyada Dieting Karne Ke Nuqsanat

Ziyada Dieting Karne Ke Nuqsanat

zyada dieting karne ke nuqsanat
dieting side effects and dangers
side effects of over dieting
disadvantages of dieting
dieting karne ke kuch side effects

Dieting or ziyada exercise sehat ke liye tabahkun sabit ho sakti ha.
Motapay se bachnay ke liye dieting or bohat ziyada exercise ki habit diabetes or dimaghi amraz ka shikar bana sakti ha.
Zyada waqt tak dieting karne se depression ki si soorate haal paida ho jati ha or body mein aesabi tanao barhta jata ha is liye nafsiyati tor bhi is ke muzir asraat sehat par murattab hote hein.
Dieting ya bohat kam khane ki aadat se jismani difai nizam ka wo hissa block ho jata ha jo diabetes type 2 or alzheimer jesay amraz ko rokne ke liye bohat ahmiyat rakhta ha.
Ziyada dieting se nashonuma buri tarah mutasir hoti ha body ko carbohydrates, protein, vitamins, fats or deegar ghizai ingredients ki kami ho jati ha jis se body ki nasho numa ruk jati ha.
Ziyada dieting se blood pressure kam hona shru ho jata ha or kuch arsay mein body thaka thaka ho jata ha, stomach bhi dieting se buri tarah mutasir hota ha.

No comments:

Post a Comment