Peshab Ki Bar Bar Hajat Hona

Peshab Ki Bar Bar Hajat Hona

peshab ka bar bar ana
peshab ziada ana
bar bar peshab ka ilaj

Agar peshab ki bar bar hajat ho to palak ka saag paka kar khane se raat ko bar bar peshab aana band ho jata ha.
Saib khane se raat ko bar bar peshab aana band ho jata ha.
Tea ka ziyada use karne se urine bar bar aata ha. Jin logon ko peshab bar bar aane ki shikayat ho to in ko tea peena band kar dena chahiye.
Ajwain or til mila kar khane se ziyada peshab aana theek ho jata ha.

No comments:

Post a Comment