Bypass Se Bachao Kese Mumkin Ha

Bypass Se Bachao Kese Mumkin Ha

bypass se bachao kese mumkin ha
  bypass se nijat ka nuskha

Muthi bhar khushk anar dana half liter water mein 10 minute tak boil kar lein or phir anar dana nichor kar neem garam joshanda 1 glass subah khali pait pi lein. Anar ka use blood ko patla karne, cholesterol kam karne or acha cholesterol barhane mein herat angez fori asraat murattab karta hai. Ye heart ke 50 amraz mein faida deta hai jin mein sharyano ka tang hona bhi shamil hai jis se har saal sab se ziyada khawateen o mard mot ki aghosh mein chale jate hen or abhi tak is disease ka koi moassar ilaj available nahi. 1 glass anar dana ka joshanda rozana peene se ya half glass fresh anar dana ka juice peene se ya 1 darmiyana anar rozana khali pait khane se dil ki sharyano ko wapas apni pehli halat par laya ja sakta ha.

No comments:

Post a Comment