Yoga Ke Fawaid

Yoga Ke Fawaid

yoga ke fawaid
yoga health benefits
yoga ke faide
yoga ke fayde

Ye face or skin ke tissue tak khoorak pohanchata ha.
Khoon ko saaf karke jismani ability mein izafa karta ha.
Achi or pur sukoon neend ka sabab banta ha.
Barhti umar ke nataij ko hatta al imkan kam kar ke aap ko in problem se mehfooz rakhta ha.
Blood pressure ko behtar banata ha.
Zehni pareshanio par qaboo pane mein muwanat karta ha.
Ye menopause ke amal ko ta dair rokta ha.
Bones ko strong karta ha.
Aap ki zehni ability or umango ko jawan rakhta ha.
Nizam-e-hazam ko durust rakhta ha or constipation or doosri pait ki beemario ko door rakhta  ha.
Thakan se nijat dila kar energy bahal rakhta ha.
Aap ki nishast o barkhast or chaal dhaal ko khoobsurat or pur kashish banta  ha.

No comments:

Post a Comment