Quwate Bah Ke Liye Lajawab Halwa

Quwate Bah Ke Liye Lajawab Halwa

quwate bah ke liye lajawab halwa
  mardana taqat ke liye halwa
mardana takat ke liye halwa

Umda carrots lekar upar se cheel lein or andar se ghutli nikal dein or phir inhen kadukash kar lein, ye kadukash carrots 1kg ho or 1 liter cow ke milk mein pakayen. Jab achi tarah gal jaye or milk khushk ho jaye to utar lein phir karahi mein 1.5 pao asli desi ghee daal kar aag par garam karein or gajaron ko is mein baryan karein. Yahan tak ke achi tarah surkh ho jaye or is mein half kilo misri daal kar achi tarah hal karein or is mein maghz badam sheerein 50 tola, maghz akhrot 2 tola, maghz chilghoza 2 tola, maghz naryal 5 tola, maghz pista 2 tola, maghz kharonji 2 tola halwa tayyar ha.
Fawaid: Mani ko garha karta ha or quwate bah ko barhata ha.
Khoorak: 5 tola se 7 tola tak warq chandi ke sath subah ko istamal karein.

 

No comments:

Post a Comment