Make Up Saaf Karne Ke Liye

Make Up Saaf Karne Ke Liye

make up saaf karne ka tarika
make up saaf karne ka upay
make up saaf karne ki tips

Genday ka fresh flower lein, in ki pattia alag kar lein, 1 bartan mein 2 glass water dalein. Genday ki  pattiya bartan mein daal kar boil hone ke liye rakh dein. Taqreeban 5 minute baad utaar lein. Thanday hone par chaan kar 1 bottle mein ye pani rakh lein. Jab make up saaf karna ho to cotton ko is pani mien dip kar ke face par malein make up utar jaye to doosri cotton ko is pani mein bhigo kar chehre par lagayen or so jayen, skin saaf o shaffaf rahe gi.

No comments:

Post a Comment