Khushk Or Balghami Khansi Ka Ilaj

Khushk Or Balgham Wali Khansi Ka Ilaj

khushk or balghami khansi ka ilaj

Balghami Khansi Ka Ilaj:

Gehoo 1 quarter mitti ke bartan mein jala lein. Usi bartan mein haldi bhi brown kar lein. Dono mila kar powder bana lein. Half spoon baron ke liye or chothai spoon bacho ke liye subah sham milk ya honey ke sath ka lein.

Khushk Khansi Ka Ilaj:

Rozana raat do 10 ya 12 badam le lein. In ko potli mein bandh kar garam pani ki bhaap mein 10 minute dam de dein. Jab achi tarah dam ho  jaye to chilka utar kar doobara garam pani ki bhaap mein latka kar garam kr lein, phir garam garam badam kha lein, 1 hafta khayen aram aa  jaye ga.

No comments:

Post a Comment