Shakarkandi Ke Fawaid

Sweet Potato Benefits 

shakarkandi ke fawaid in urdu
sweet potato benefits in urdu
health benefits of sweet potato

Shakarkandi mein glucose or vitamin A, B, E or C paye jatay hein.
Shakarkandi dimagh ke liye faida mand hai, body ko farba karti hai, mani (Sperm) ko garha karti hai.
Shakardandi sakeel or dair hazam hai, shehad use karne se is ki ye khusoosiyat khatam ho jati  hein.
Marz jaryan ke liye behad mufeed hai.
Qabiz hai, ziyada khana nuqsan da hai.
Motapa paida karti hai, motay admiyo ko shakarkandi ka ziyada istamal nahi karna chahiye.

No comments:

Post a Comment