Karam Kala Ke Fawaid

Karam Kala Ke Fawaid

karam kala ke fawaid in urdu
karam kala sabzi ke fawaid,
karam kala vegetable ke fawaid
karam kalah ke fawaid
Karam kala ke ajza mein protein, folad, calcium or vitamin B or C shamil hein.
Karam kala purana qabz torne mein mufeed hai lekin agar isay ziyada pakaya jaye to ye khood qabiz ho jati hai.
Khanazeer yani kanth mala ke liye karam kala sabzi khana behad mufeed hai. Karam kala hashrat ur arz ke zehron ka kamyab ilaj hai.
Body se fasid mado kharij karne mein karam kala se barh kar kuch nahi hai. Garam mizaj logo ko isay ahtiyat se use krna chahiye or ise ghee or garam masala mila kar khana munasib hai.

No comments:

Post a Comment