Fish Oil Benefits

Fish Oil Benefit 

fish oil benefits in urdu
  machli ke tail ke fawaid
fish oil benefits in urdu
fish oil health benefits
fish oil benefits for men
Fish oil insan ko bohat sari khatarnak beemarion se mehfooz rakhta hai, machli ka tail ke use saans ki takleef kam karne mein madadgar sabit hota hai. Tibbi mahiren ke mutabiq asthma mein fish oil use karne se asthma ki shiddat mein kami waqe hoti hai. Machli ka tail peene se sans ki nalio mein chiknai nahi jamti or sans ki naliya durust andaz mein kaam karti hein.
American Heart Association ki 1 researc ke mutabiq fish oil amraz ki sharah ko bohat had tak kam kar sakta hai, weight kam karne mein bhi machli ka tel bohat mufeed hota hai.
University Of South Australia ki 1 research ke mutabiq fish oil mein aesay ajza paye jatay hein, jis se exercise ke doran weight kam karne kafi madad milti hai, body mein khoon ke bahao ko behtar banane mein bhi machli ka tel kafi madadgar sabit hota hai or is ki madad se cholesterol control kiya ja sakta hai.
Fish oil body ka mudafati nizam bhi durust rakhta hai jabkay ye tel sardi ki shiddat, nazla zumak or khansi se mehfooz rakhne mein madadgar hota hai.


Health Benefits Of Fish Oil:

Fish oil protects humans from many dangerous diseases, the use of fish oil can help reduce respiratory problems. According to medical experts, the use of fish oil in asthma reduces the severity of asthma. Drinking fish oil does not cause fat in the respiratory tract and the respiratory tract works properly.
According to a study by the American Heart Association, fish oil can significantly reduce the rate of morbidity; fish oil is very useful in reducing weight.
According to a study by the University of South Australia, fish oil contains ingredients that help reduce weight and fish oil can also be helpful in improving blood flow to the body. And can help control cholesterol.
Fish oil also maintains the body's immune system, while helping protect against flu, colds, and coughs.

No comments:

Post a Comment