Disadvantages Of Oily Foods

Disadvantages Of Oily Foods

tali hui cheezon ke nuqsanat
disadvantages of oily food in urdu
bhuni or tali hui cheezon ke nuqsanat

Ziyada tali hui or bhuni hui ashya ka istamal alzheimer jesay marz ka bai's banta hai. Tibbi mahireen ki theqeeq ke mutabiq ziyada temperature par pakaye jane wale khano mein aesay ajza paye jatay hein jo alzheimer ka bai's bantay hein.
Alzheimer ke marz mein dimaghi khalye mutasir hone se memory or aesaab par negative impact parta hai.
Mahireen ka kehna hai k agar gosht ko high temperature par tala ya bhuna jaye to is mein alzheimer ka bai's bannay wale juzz ki miqdar kafi had tak barh jati ha.
1 tehqeeq se bhi ye baat samnay aai hai k aesay tamam khane jin mein salt ki  bari miqdar istamal ki jati hai wo dimaghi sehat ko bhi mutasir kartay hein or is se sochnay or samajhnay ki salahiyat par bhi asar parta hai.

No comments:

Post a Comment