Hysteria Ka Ilaj In Urdu

Hysteria Ka Ilaj In Urdu

hysteria ka ilaj in urdu
gharelu totkay in urdu

Is marz mein kaghzi lemon ka taza rus bhuni  hui heeng k sath use karna chaiye. 1 tola 1 rati bhuni hui heeng mein 6 mashay lemon ka rus shamil karein, achi tarah hal karnay k baad isi miqdar ko 1 month tak lagatar use karein. Ye marz jar se ukhar jata hai.
Khawateen k liye nihayat umda or azmooda nuskha hai. Mareeza ko angoor ka rus din mein 3 bar sirf 5 tola ki miqdar mein dein. Is amal ko 3 mah tak jari rakhein. Is se har tarah ki dimaghi or hysteria ki  takleef rafa ho  jaye gi.

No comments:

Post a Comment