Balon Ka Girna Hair Fall (Ganjapan) Ka Ilaj

Balon Ka Girna Hair Fall (Ganjapan) Ka Ilaj

balon ka girna hair fall ganjapan ka ilaj

hair fall/loss treatment in urdu/hindi
psilosis treatment in urdu/hindi
ganj pan ka ilaj
1 anda torein aur is mein 1 bara spoon zaitoon ka tail, 2 se 3 drops peppermint ka tel dalein aur kisi kante ke sath mix karein.
Balon ko dhone ke baad in ka pani nikalein aur thora sa dry kar lein.
Ab is mixture ko sar mein lagayen, khayal rahe ke tamam sar par ye mask lagana hai.
Ab sar ko kisi plastic cap se dhanp lein aur adha ghanta wait karein.
Ab is mask ko kisi achay shampoo se dho lein.
Is mask ko hafte mein do baar use karne se aap ke baal girne se ruk jayengay aur sath hi mazboot hongay.

No comments:

Post a Comment