Khansi Ka Rohani Ilaj

Khansi Ka Rohani Ilaj In Urdu

khansi ka rohani ilaj
Khansi Ka Ruhani Ilaj

Rozana kishmish ke 40 danay or badam 3 adad lekar is par 11 bar Durood Sharif parh kar dam kar ke kha lein, is ke upar 2 ghante tak pani na piyen. Insha Allah khansi mein bohat faida hoga. Balgham nikle ga or na mazeed bane ga. Bohat chotay bacho ke liye hasb-e-zaroorat miqdar kuch kam kar dein. Ta husool-e-shifa ilaj jari rakhein.

No comments:

Post a Comment