Jismani Marz Hai, Aaseb Hai Ya Jadoo Maloom Karne Ka Tarika

Jismani Marz Hai, Aaseb Hai Ya Jadoo Maloom Karne Ka Tarika

jismani marz hai, aaseb  hai ya jadoo maloom karne ka tarika

Agar aap mareez ka ilaj karwa karwa kar thak gaye hein or sari reports clear aa rahi hein to yeh maloom karne ke liye aaya yeh aasaib ya jadoo waghera to nahi. Mareez ka haal maloom karne ke liye Al Hamd Shareef 7 martaba, Ayat Al Kursi 7 martaba, Surah Kafiroon 7 martaba, Surah Ikhlas 7 martaba, Surah Falaq or Surah Naas 7, 7 martaba parh kar mareez par dam karein agar marz barh jaye to aasaib hai agar kam ho jaye to jadoo hai or agar badastoor rahe to beemari hai.

No comments:

Post a Comment