Hichki Band Karne Ke Liye


hichki rokne ki dua


Hichki mamool ki baat hai. Ye taqreeban har kisi ke sath hota hai. Ye aam tor par chand minutes mein mamool par aa jata hai. Lekin agar kisi shakhsh ki hichki na ja rahi ho to 3 saans mein pani piyen aur har saans par 7 martaba Ya Hafeezu parhein Insha Allah hichki band ho jayegi.

Jis shakhs ki hichki na ja rahi ho to darj zel Ayat 3 martaba parh kar pani par dam kar ke piyen. Zyada se zyada 3 baar ye dam shuda pani peete hi hichki band ho jayegi. Insha Allah

ویمدھم فی طغیا نھم یعمھون

14 comments: