Mareez Ki Ayadat Ka Sawab

Mareez Ki Ayadat Jahannum Say Doori Ka Zariya

mareez ki ayadat ka sawab

Mareez Ki Ayadat Ka Sawab In Urdu

Hazrat Anas (R.A) say riwayat hai k Rasool Allah (P.B.U.H) nay irshad farmaya:
"Jo shakhs achi tarah wuzu kar k Allah Azzawojal say ajar-o-sawab ka yaqeen rakhtay huway apnay Musalman bhai ki ayadat karta hai to usay jahannum say 70 saal ki musafat k barabar door kar diya jata hai."
(Sunnah Abu Dawud: 3099)

No comments:

Post a Comment