Shohar Ka Kufr

Shohar Ka Kufr

Shohar Ka Kufr

Nabi Kareem PBUH ne farmay 1 martaba mujhe dozakh dikhlai gai to mein ne wahan rehne walo mein khawateen ki kasrat dekhi, waja ye hai ke wo kufr karti hein. Arz kiya gaya, kiya Allah ka kufar karti hein? to Aap PBUH ne farmaya ke shohar ka kufar karti hein aur ahsan nahi manti. A shakhs agar tu kisi aurat ke sath 1 zamana daraz tak ahsan karta rahe, us ke baad wo koi uske khilaf baat tujh se dekh le, to foran keh degi ke mein ne tujh se kabhi aram nahi paya.

No comments:

Post a Comment