Jadu Ki Lapait May Tabah Honay Walay Karobar K Liye Wazifa


karobar ki bandish kholne ka wazifa




Karobar mein start mein bohat behtareen tha lekin ab thap ho gaya hai to karobar ki bandish kholne ka wazifa karein customer itne ke sanbhale na jayengay. Dukan kholte or band karte waqt 1 martaba Ayat Al Kursi parha karein. 40 roz tak dukan kholne ke baad apnay paon ke weight par beth kar 21 martaba Surah Alam Nashra parhein. Yeh amal beth kar karein or amal se pehlay or baad mein 3 3 martaba Durood Sharif parhein. Jab tak is amal se farigh na ho jayen khareed o farokht na karein. Insha Allah 40 din mein bandish khul jaye gi or khareedaro ka silsila shru ho jayega. 40 din baad Ayat Al Kursi wala amal jari rakhein or Surah Alam Nashra wala amal band kar dein.

No comments:

Post a Comment