Jab Gunha ka Shoq Paida Ho To Ye Dua Parhain

Jab Gunha ka Shoq Paida Ho To Ye Dua Parhain

Jab Gunha ka Shoq Paida Ho To Ye Dua Parhain
Jab gunah ka shoq hone lage to Surat Al A'raf Ayat # 126 parhen.

Tarjuma: A hamare parwardigar hum par sabar nazil farma dijiye or hamen farmanbardar hone ki halat mein mot dijiye.

Faida: Allah Azzawajal nay Musalmano ko gunaho say bachnay ki takeed bhi ki hai or aesi Duaon ki bhi takeed farmai hai  jin k karnay ki waja say aadmi gunaho say bach sakta hai, in mubarak Duaon or kalmat may yeh Dua bhi hai k banda sachay dil say kasrat k sath is ko parhta rahay to Allah Azzawajal is ko zaroor gunaho say bachnay ki tofeeq ata farmayen gay. Isi tarah yeh is waqt bhi parhni chahiye jab koi sakht sadma pohanchay ya kisi taqatwar dushman say muqabla ho, isi tarah is Dua ki barkat say aadmi ko Deen par istiqamat naseeb hoti hai.

No comments:

Post a Comment