Naukri Ka Wazifa
313 martaba Fajar ya Isha ke baad 21 roz tak parha jaye or awal aakhir 100 martaba Ya Razzaq parhein.
Har namaz ke baad 100 martaba "Ya Wasi'u Ya Razzaq" parhein – aakhir mein Allah se aajizi se naukri ke liye dua karein. Naukri ke liye Wazifa kam az kam 21 din tak jaari rakhein, agar mumkin ho to jaari rakhein jab tak naukri hasil na ho jaaye.
Rozana Surah Al-Waqiah (Surah No. 56) Isha ke baad parhein, InshaAllah rizq aur naukri ke darwazay khul jayengay.


No comments:
Post a Comment