Naama-e-Aemaal

Naama-e-Aemaal
naama-e-aemaal

Right kandhay wala Farishta left kandhay walay Farishtay par nigran hai, jab banda koi acha kaam karta hai to wo foran 10 naikiya likh deta hai, jab banda burai karta hai or left kandhay wala gunah likhna chahta hai to wo kehta hai: Abhi na likho! theher jao! is tarah usay 6, 7 gharya rokay rakhta hai agar banda toba karlay to kuch nahi likha jata warna 1 gunah likha  jata.

No comments:

Post a Comment