Mujarrab Wazifa Baraye Dafa Tangdasti

Mujarrab Wazifa Baraye Dafa Tangdasti
mujarrab wazifa baraye dafa tangdasti

Mujarrab Wazifa Baraye Dafa Fiqro Faqah
 Riwayat mein hai k 1 shakhs Hazrat Imam Moosa Kazim (A.S) khidmat mein apnay kaam k band honay ki shikayat ki or arz kiya k jis kaam ko shur karta hoo koi faida nahi hota or jis hajat ki taraf jata hoo wo poori nahi hoti. Or Hazrat (A.S) nay farmaya k agar too darj bala dua ko Subah ki Namaz k baad 10 martaba parh liya karega to teray sab kaam durust ho jayengay. Wo shakhs naqil hai k mainay is Dua ko baad Namaz-e-Subah 10 martaba mutawatar parhna shur kar diya to ziyada arsa na guzra tha k kuch log dehat say aaye or inhon day batlaya k teray rishtay daron mein say falan shakhs mar gaya hai or teray siwa is ka koi rishtay dar mojood nahi al gharz wo shakhs naqil hai k mujhay is shakhs k matrooka mein say is qadar maal mil gaya k mein har tarah say mutmain ho gaya wo Dua darj bala hai jo baad Namaz-e-Subah batore Wazifa sirf 10 martaba parhi jaye gi.

No comments:

Post a Comment