Hazrat Ali Nay Farmaya

Hazrat Ali Nay Farmaya

Hazrat Ali Nay Farmaya
Hazrat Ali Ka Farman In Urdu

Hazrat Ali (R.A) ne farmaya ke kuch cheezo ke shikayat kabhi na karo.
Apni qismat ki.
Aulad ke samnay apnay baro ki.
Apna zati makan hotay hue uski tangi ki.
Bhool kar bhi apnay maa baap ya ustad ki.
Ghair ke samnay apnay dost ki.
Rukhsat karne ke baad apnay mehman ki.

No comments:

Post a Comment