Hadees About Zakat

Hadees About Zakat
Hadees about Zakat
Farman-e-Mustafa (Peace Be Upon Him):
Jis ko Allah Azzawojal maal day or wo us ki Zakat ada na kare to Qayamat k din wo maal ganjay saanp ki soorat mein kar diya jaye ga jis k sar par 2 nishan hongay, wo snake us k galay mein toq bana kar dal diya jaye ga, phir us (Zakat na denay walay) ki bachen pakray ga or kahe ga: Mein tera maal hoo, mein tera khazana hoo.
(Sahi Bukhari, Al Hadees: 1403, Jild 1, Page 474)

No comments:

Post a Comment