Hazrat Abu Saeed Khudri Hadees In Urdu

hadis
Hazrat Abu Saeed Khudri In Urdu 

Hazrat Abu Saeed Khudri (R.A) kehte hein ke Rasool Allah ne irshad farmaya: "Jis kisi Musalman ne kisi Musalman ko bhook ki halat mein khana khilaya to Qayamat ke din Allah Ta'la is ko Jannat ke phal khilaye ga. Jis Musalman ni kisi Musalman ko piyas ki halat mein pani pilaya to Allah us ko Qayamat ke din meherband sharab (Yani behtareen mashroob  nashe se pak) pilaye ga. Or jis Musalman ni kisi Musalman ko kapra pehnaya jism ke nangay hone ki halat mein to Allah Ta'la us ko Qayamat ke din Jannati poshak pehnaye ga".
(Tirmizi)

No comments:

Post a Comment